Shiv Saroop Satguru Baba Shiv Bhajan Sahib Ji ki 18vi Warsi MahaUtsav ke pavan avsar par, Satguru Baba Narayan Bhajan Sahib Ji ne sari sangat ke saath prem aur bhakti se bhari Holi ka utsav manaya.
Is pavitra avsar par rang, bhajan aur satsang ka anokha sangam dekhne ko mila.









