Wisdom

FILTERS:
Content Type
Search
“

Jitna dusron ko sahi baat samjhana asaan utna hi khud keliye karna mushkil hota hai

Video Thumbnail

Video

On the auspicious occasion of Durga Ashtami (Navratri), a grand Kanya Pujan & Kanya Bhojan was organized at the sacred…

“

Jitna dusron ko sahi baat samjhana asaan utna hi khud keliye karna mushkil hota hai

“

Kabhi kabhi nem nibhana ek azmaish hoti hai tou kabhi wohi azmaish ek rehmat. Haziri dete rahen mann ho ya na ho

“

Malik ne zabaan mein hadi isliye nahi rakhi kyuki unhe uska naram hona pasand hai isliye sabse meetha bolen

“

Jai Samadha
Jai Shri Ram

Prabhu Shri Ram ki vijay ne duniya ko sikhaya hai,
Ahankaar chahe kitna bhi ho, Annt mein Satya hi vijay paata hai.

“

Na-pasand cheezon ko nazar-andaz karne ki kala hasil karna bhi mann ki shanti ka utam tareeqa hai

“
Jis tarah Suraj ki ek kiran andhere mein roshni phela deti hai usi tarah SatGuru ki ek Meher nazar jevan safal bana deti hai
“
Har kisi mein khaami nikalte rahenge pr apne andar ki khaami ko door nahi karenge – yeh hai aaj ki sachayi
“

Dhan hote huye bhi abhiman na hona aur nirdhan hote huye bhi mayoos na hona hi mahanta hai

No articles have been published in this section yet.

PNFPB Install PWA using share icon

For IOS and IPAD browsers, Install PWA using add to home screen in ios safari browser or add to dock option in macos safari browser