Jai Samadha
Sari Sangat Ko Suchit Kiya Jaata Hai Ki Diwali Ka Shubh Avsar 8th November, 2026 (Sunday) Ko Manaya Jaega.
Samadha Ashram Ke Tipno Mein Printing Mistake Ke Karan Diwali Ki Tareekh Galat Chhap Gayi Hai. Kripya Diwali Ki Sahi Tareekh 8th November, 2026 (Sunday) Note Karein.
Is Shubh Avsar Par SatGuru Baba Narayan Bhajan Saheb Ji Samadha Ashram, Shikarpur Mein Sari Sangat Ko Darshan Denge.
Jai Samadha!







