Upcoming
75th Saala Warsi MahaUtsav – Param Pujniya SatGuru Baba Gobind Bhajan Sahib
📅
31 Oct – 2 Nov 2026
📍
Pooj Samadha Ashram, Shikarpur
⏰
06:00 PM
Param Pujniya SatGuru Baba Gobind Bhajan Sahib Ji Ki 75th Saala Warsi MahaUtsav Pooj Shiri Samadha Ashram, Shikarpur Mein Bade Dhoom-Dhaam Aur Shraddha Bhakti Ke Saath Manaya Jaayega.
Sari Sangat Se Vinamra Benti Hai Ke Teeno Din Padharkar SatGuru Ji Ki Aseem Rehmat Aur Aashirwad Praapt Karein. Seva Aur Simran Karke Apna Jeevan Safal Banayein Aur Apne Bhaag Sanwaarein!