Wisdom

FILTERS:
SORT BY:
“

Gila se hum sirf dusron ki burayi nahi karte par apna mann bhi kharab karne ke sath sath bure karmon ka hisab alag barhate hain

“

Shant rehne se jo aanand milta hai wo sansarik kisi vastu se nahi milsakta. Islye jitna ho sake shant hi raha karen

مھروان مھروان صاحب ميرا مھروان

مھروان مھروان صاحب ميرا مھروانجيء سگل ڪو ديوي دان صاحب ميرا مھروان ‚مھروان مھروان صاحب …… ١ـ تو ڪاھي ڏوليء

“

Shanka, paar lagi hui naiya ko bhi duba deti hai. Mann mein hazaar sawal aye tou bhi vichaar rakho ki Guru ke har faisle mein koi raaz hai

“

Eshwar ke jis roop mein humein sukoon mile, us mein hum apni aastha rakhen. Raste aur tareeqe alag zarur hain par manzil sabki aik hai”

“

Maafi mangne se koi chota nahi hojata hai balke rishton ki laaj reh jati hai aur kisi ka dil dukhne se bach jata hai

Video Thumbnail

Video

5th Patshahi SatGuru Baba Gobind Bhajan Saheb Ji Ki 75th Warsi MahaUtsav Ke Pavan Uplaksh Me, Samadha Ashram Shikarpur Me

“

Har karya ke peeche koi na koi raaz chupa hota hai. Aap yahan tak aye hain tou bharosa rakhen, aage bhi pohnch jayenge

Video Thumbnail

Video

Satguru arrives at Pooj Samadha Ashram in Shikarpur on October 31, 2026, marking the successful conclusion of his USA Yatra.

“
Darshan ki pyas hona hi is baat ki gawahi hai k aapka SatGuru se prem hai aur unki aap par rehmat
PNFPB Install PWA using share icon

For IOS and IPAD browsers, Install PWA using add to home screen in ios safari browser or add to dock option in macos safari browser