Samadha Mandals, Pakistan
“Jab tak jeevan hai tab tak seekhna hai. Anubhav hi jagat mein sarvashresth shikshak hai”
“Guru kiya hai tou unmein pooran vishwas bhi rakhen”
“Kaunsi chabi se kismat ka taala khulega ye hum nahi jaan sakte jab tak hum har chabi ko laga kar na dekhlen.”
“Agar aapke peeche koi aapki baatein karta hai tou samjh lijiye vo aapka kabhi bhala nahi chahata hai”
“Apne aas-pass dekhenge tou zyada tar cheezen woh hongi jis ki kabhi na kabhi aas lagayi hogi par zyada ki chahat rakhne s hum shukrana karna bhool jate hai”
“Malik aur bhakta ki lain dain kuch esi hoti hai ke na hi bhakta kuch zyada mangta hai aur na hi Malik use kam dete hai”