Param Pujya SatGuru Baba Narayan Bhajan Saheb Ji ke divya margdarshan mein,
Deepawali ka shubh avsar
-
21 October 2025
ko Samadha Ashram, Shikarpur mein Sangat ke saath bade dhoom-dhaam aur pavitra bhavna se manaya jayega.
Sarv Sangat ko aamantran hai ki is pavitra avsar par upasthit hokar
SatGuru ke charnon mein bhakti, prem aur seva ka labh prapt karen.
